Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila ek magar dhoonde na mila kismat ka hai naam magar hai kaam yeh duniyaa waalon ka phoonk diya hai chaman humaare khaabon aur khayaalon ka jee karta hai khud hi ghont de apne armaanon ka gala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala sau sau sadiyon se lambi yeh ghum ki raat nahin dhalati iss andhiyaare ke aage ab aye dil ek nahin chalti hanste hi loot gayi chandani aur uthte hi chaand dhala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala maut hai behtar iss haalat se naam hai jiska majboori kaun musafir tay kar paaya dil se dil ki yeh doori kaanton hi kaanton se gujraa jo raahi iss raah chala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke
laal chhadi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi o teekhe teekhe do naina us shokh se aankh milana tha deni thi qayaamat ko daawat ik aafat se takraana tha o teekhe teekhe do naina us shokh se aankh milana tha deni thi qayaamat ko daawat ik aafat se takraana tha mat poochho hum par kya guzari bijli si giri aur dil pe padi hum dil se gaye haaye hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi tan tan kar zaalim ne apna har teer nishaane par maara hai sukra ke ab tak jinda hoon main dil ka ghayal bechaara tan tan kar zaalim ne apna har teer nishaane par maara hai sukra ke ab tak jinda hoon main dil ka ghayal bechaara use dekh ke laal dupatte mein maine naam diya hai laal chhadi hum dil se gaye haaye hum dil se gaye
laal chudiyan chadhaaun chunri gote wali laaun chal ke nange paon aaun tere dwaar daatiye mujh daasi ka maiya mujh daasi ka bhi kar de uddhaar daatiye mujh daasi ka aaja aaja bholi maiya tujhsa aur na koi khewaiyaa kar de kar de meri naiya bhav se paar daatiye mujh daasi ka mujh daasi ka bhi kar de uddhaar daatiye mujh daasi ka laal chudiyan chadhaaun chunri gote wali laaun huyi galtiyan jo mujhse maaf kar de chola gunhagaar ka ye saaf kar de huyi galtiyan jo mujhse maaf kar de chola gunhagaar ka ye saaf kar de meri bhoolen bisra ke reham thoda bahot kha ke paas charnon ke bitha ke de de pyaar daatiye mujh daasi ka maiya mujh daasi ka bhi kar de uddhaar daatiye mujh daasi ka laal chudiyan chadhaaun chunri gote wali laaun khali mujhe dwaar se na modiyo kabhi dori vishwas ki na todiyo kabhi khali mujhe dwaar se na modiyo kabhi dori vishwas ki na todiyo kabhi aaja sher pe maa chad ke le jaa ungli pakad ke jaun dukhon se na darr ke himmat haar daatiye mujh daasi ka
Laal Ishq
laal laal gaal jaan pe hai laagu o dekh dekh dekh dil pe rahe kaabu chor chor chor bhaag pardesi babu laal laal gaal jaan pe hai laagu o dekh dekh dekh dil pe rahe kaabu chor chor chor bhaag pardesi babu chor chor chor yeh nahin hai maal udhar ke o more more more yeh tho hein dil o jigar ke peele peele peele in ke baal hai niraale neele neele neele in ke akhdiyon ke pyaale chor chor chor yeh nahin hai maal udhar ke o more more more yeh tho hein dil o jigar ke o peele peele peele in ke baal hai niraale neele neele neele in ke akhdiyon ke pyaale ajnabi pe bedhadak khuli sadak chalate hein chalate hein yeh jaadu laal laal gaal o laal laal gaal jaan pe hai laagu o dekh dekh dekh dil pe rahe kaabu o chor chor chor bhaag pardesi babu haai haai haai yeh nigaahon kaa nishana o why why why koi teer kha na jaana o maan maan maan meri jaan mera kehna in ke chaal dhaal ke khayal mein na rehna haai haai haai yeh nigaahon kaa nishana o why why why koi teer khana jaana o maan
kismat ka khel hai saara phirta tha main aawara ye kya se kya ho gaya chaar din ki zindagaani har pal ek nayi kahaani kya tha main kya ban gaya kya hua jo laari chhuti jeevan ki gaadi looti khwaab hai to mujhko na jaga zindagi ik pal mein saali yun palat gayi humari jhooth hai to mujhko naa bata ho ho ooo ho hoo ooo ho oo ho oooo ho oooo kar lo jo bhi karna hai hota hai jo hona hai guzra to pal ye phir naa aayega kya bura hai kya bhala hai waqt hi shaayad khuda hai ho jaane do phir dekha jaayega kya hua jo laari chhuti jeevan ki gaadi looti khwaab hai to mujhko na jaga zindagi ik pal mein saali yun palat gayi humari jhooth hai to mujhko naa bata ooooo ho oooooo ho ooooo haa haa aa aa aa aaaa hoo
labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko hooooo oooooo main aarzoo ki tapish mein pighal rahi thi kahin main aarzoo ki tapish mein pighal rahi thi kahin tumhaare jism se ho kar nikal rahi thi kahin bade haseen theee bade haseen the jo raah mein gunaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhari aankhon kee ooooooo ooooooo tumhari aankhon ke saahil se door door kahin tumhari aankhon ke saahil se door door kahin main dhoondhati thi mile khushbuon ka noor kahin wahin ruki hoon wahin ruki hoon jahaan se tumhaari raah mile tumhin se janmun to
haaye boli aisi ke tamatar bhi mangaaye to laage jaise mushaayaron mein baitha sun raha hoon usko ma dha ni sa ni dha ma ga are aankhein aisi ke milaaye jab nigaahein yeh nigaahein dagmagaayen kuchh samajh mein bhi na aaye dil ko par jaise mohabbat utthi seene mein ghus gayi gupti is dil ke laddoo bant gaye haan suljhi thodi jab gutthi khwaabon ki ho gayi chhutti is dil ke laddoo bant gaye haan chhata lekar nikle koi ghar se chhaye baadal na barse jaise note do hazaar ke lekar koi chhutte ko tarse saagar mein pyaasa hai dil par kar kya sakta hai dil is dil ke laddoo bant gaye chhota zara sa hai dil kaisa ruaansa hai dil is dil ke laddoo bant gaye haaye aisi taisi aisi huyi ke emotion ka juice nikla jhaalar laga ke ghar sajaaya par connection loose nikla haan free mein ho gaye fadde jeevan ka happy brithday is dil ke laddoo bant gaye haaye raahon mein aise gaddhe tooten hain dil ke adde is dil ke laddoo bant gaye boli aisi ke tamatar bhi mangaaye to laage jaise
Laddu Motichur Ka
ladi aankh se aankh ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi baabu ji ke gore gaal haaye haaye dekho ho gaye laal baabu ji ke gore gaal haaye haaye dekho ho gaye laal jal gayi haandi gali naa daal baithe reh gaye baanke laal jal gayi haandi gali naa daal baithe reh gaye baanke laal laga tamaacha zor se laga tamaacha zor se ji achhi daawat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi aaahaaa ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi aisa chhuta ek pataakha bade zor ka hua dhamaka aisa chhuta ek pataakha bade zor ka hua dhamaka kehne waale sach keh gaye pyaar hai bada ladaaka kehne waale sach keh gaye pyaar hai bada ladaaka bade badon ki pyaar ke haathon bade badon ki pyaar ke haathon aji maramat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi
ladi nazariya ladi chali re phuljhadi badi shubh ghadi are ladi nazariya ladi chali re phuljhadi badi shubh ghadi ye ghadi khadi hai haathon mein liye prem hathkadi adippa ladi adippa ladi adippa ladi ladi nazariya ladi chali re phuljhadi badi shubh ghadi ladi nazariya ladi chali re phuljhadi badi shubh ghadi ye ghadi khadi hai haathon mein liye prem hathkadi adippa ladi adippa ladi adippa ladi dekh rahe ho kyun saheb aap hamara yun chehra gori ka ghoonghat dekho saajan ka dekho sehra aa aa aaa aa dekh rahe ho kyun saheb aap hamara yun chehra gori ka ghoonghat dekho saajan ka dekho sehra ek prem kahani kehti hai phoolon ki har ladi adippa ladi adippa ladi adippa ladi ladi nazariya ladi chali re phuljhadi badi shubh ghadi ye ghadi khadi hai haathon mein liye prem hathkadi adippa ladi adippa ladi adippa ladi hum jaise bhai jiske khush kismat hai wo dulhan khade huye munh dekhte hain pyaar mohabbat ke dushman hum jaise bhai jiske khush kismat hai wo dulhan khade huye
ladkhadaane do mujhe ladkhadaane do mujhe hosh mein ruswayi hai main tamaasha to nahin duniya tamaashayi hai ladkhadaane do mujhe hosh mein ruswayi hai main tamaasha to nahin duniya tamaashayi hai ladkhadaane do mujhe ladkhadaane do mujhe zindagi zehar sahi zehar ka pyaala bhar lo maut ke baad sahi milne ka wada kar lo humne bhi kaun si jeene ki kasam khayi hai ladkhadaane do mujhe ladkhadaane do mujhe hmmm main agar girne lagun tum na sambhala dena koi na jaane mere haathon mein pyala dena ho oo logon ko kehne dena hahaha koi saudaayi hai ladkhadaane do mujhe ladkhadaane do mujhe
hey hey hey ae hey hey hey la la la la la la la ladki badi anjaani hai sapnaa hai sach hai kahaani hai dekho ye pagli bilkul na badli ye to wahi deewani hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o ladkaa badaa anjaana hai sapnaa hai sach hai fasaana hai haan haan ye pagla bilkul na badla ye to wahi deewaana hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o paas reh ke bhi thi doori jaane kaisi thi majboori waqt wo bhi ajeeb tha jab tu mere kareeb tha kho gayi tu ye kis jahaan mein main yahaan hoon dekh to zara ladkaa badaa anjaana hai sapnaa hai sach hai fasaana hai dekho ye pagli bilkul na badli ye to wahi deewani hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o hmm bheed mein bhi thi tanhaai yaad har pal teri aayi roke koi mujhe zaraa bhar na aaye ye dil meraa behke behke mere kadam hain aise mein tu sambhaal to zara ladki badi anjaani hai sapnaa hai sach hai kahaani hai haan haan ye pagla bilkul na badla ye to wahi deewaana hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o tumne na jaane kya sapne dikhaaye
ladki cycle wali ohhh ho ladki cycle wali de gayi raste mein hoe de gayi raste mein ek pyaar bhari gaali hoye ladki cycle wali gaali pe chhod diya gaali pe chhod diya aise deewane ka tum jaise deewane ka sar kyun nahin tod diya o gaali pe chhod diya ek chaand sa mukhda hai hoye ek chaand sa mukhda hai jiske dupatte ka ye jiske dupatte ka ek reshami tukda hai tukda hai ji ek chaand sa mukhda hai badnam to karte ho ohoo badnam to karte ho naam nahi lete kyun naam nahi lete kya maar se darte ho haye badnaam to karte ho kotthe pe kaa bole o bole kotthe pe kaa bole us din ko dekhun main us din ko dekhun jis din tu haan bole hoye kotthe pe kaa bole bagan wich ambiyan ne hoye bagan wich ambiyan ne jaldi nahin hongi haaye jaldi nahin hongi ye baatan lambiyaan ne aye bagan wich ambiyan ne o jag saara kehta hai oye jag saara kehta hai pyaar jo hona ho hoye pyaar jo hona ho to ho ke rehta hai oye jag saara kehta hai mumkin ye mel nahin mumkin ye mel nahin b a paas hoon main
haan pehli pehli baar dekha aisa jalwa ho aisa jalwa ye ladki hai yaa shola ye ladki hai yaa shola hoooooo shola hai shola shole se darna marna tu thande paani mein marna reham jawaani pe khaa o mundeyaa reham jawaani pe khaa loote naa jawaani mein jo sholon ka mazaa ho sholon ka mazaa to bolo wo aadmi hai kya to bolo wo aadmi hai kya aayi hai nayi nayi zulmi jawaani karta hai badhke baaten deewani khair tu dil ki manaa o babuaa kahir tu dil ki manaa dil jaisi cheez ki manaaun khair kya ho manaaun khair kya main donon jahaan se gaya ho main to donon jahaan se gaya jaa re shikaari tera jaal puraana aur kahin pe jaa ke daal ye daana chidiyaa phanse naa lambuaa o lambuaa kudi phanse naa lambuaa door kaise hoga tera mera faasla tera mera faasla rabb jaane yaa dil mera o rabb jaane yaa dil mera oooooo abhi to dekha hai jalwa door kaa haal bura hai kaisa mere hazoor kaa haath pakad ke dikha o soneyaa haath pakad ke dikha pakdi kalaai to naa chhodunga kabhi naa chhodunga
hey haye ladki nahin hai tu lakdi ka khamba hai bak bak mat kar naak tera lamba hai ladki nahin hai tu lakdi ka khamba hai bak bak mat kar naak tera lamba hai aa aa idhar tu aa aa aa aa idhar tu aa aa aye ja aa gaya kahaan se tu bada hi nikamma hai ja ke chhup ja tu wahan jahaan teri amma hai aa gaya kahaan se tu bada hi nikamma hai ja ke chhup ja tu wahan jahaan teri amma hai ja ja ghar tu ja ja are ja ja ghar tu ja ja qad tera ooncha sa dande ke jaisa maaroongi munh tera gol gol ande ke jaisa kaat lungi tum to ho sundar si naari are banti ho kyun tum kataari haai haai phoolon ki tum ho phulwaari are banti ho kyun tum kataari jaa jaa phool nahin main jo tod loge mom nahin main jo mod loge kaat loongi jo are munh lagoge jaao ji dekho ji aur koi dwaar hey haaye ladki nahin hai tu lakdi ka khamba hai bak bak mat kar naak tera lamba hai aa gaya kahaan se tu bada hi nikamma hai jake chhup jatu wahan jahaan teri amma hai aa aa idhar tu aa aa ja ja ghar tu ja ja kaatane
ladki pasand ki ladki pasand ki mushkil se milti hai mil gayi mil gayi ladka pasand ka mushkil se milta hai mil gaya re mil gaya ladka pasand ka mushkil se milta hai mil gaya mil gaya ladki pasand ki mushkil se milti hai mil gayi mil gaya ho mil gayi milte hain kitne hi log milte hain raahon mein khilte hain kitne hi phool khilte hain baagon mein ho milte hain kitne hi log milte hain raahon mein khilte hain kitne hi phool khilte hain baagon mein dil ka gulaab dil ka gulaab dil ka gulaab ye mushkil se khilta hai khil gaya khil gaya ladka pasand ka mushkil se milta hai mil gaya mil gayi mil gayaa dilbar jab aate hain paas dilbar ye hota hai duniya kar deti hai door aksar ye hota hai hoo dilbar jab aate hain paas dilbar ye hota hai duniya kar deti hai door aksar ye hota hai oonchi deewaar oonchi deewar oonchi deewaar ye mushkil se girti hai gir gayi gir gayi ladki pasand ki mushkil se milti hai mil gayi mil gaya ho mil gayi hota hai mushkil se meil hota hai mushkil se
hmmmmmmm ladki tumhari kanwari reh jaati ladki tumhari kanwari reh jaati ji maano humara ehsaan ke ladke ne ke ladke ne haan kar di hoooo hooo hoooo hooo hooo hoooo ladka tumhara kanwara reh jaata ladka tumhara kanwara reh jaata ji maano humara ehsaan ke ladki ne ke ladki ne haan kar di o ladke ke doston hoooo oooo ooooo oooo ooooo o ladke ke doston pehle tum ye kaam karo ladki lene aaye ho jhuk kar humko salaam karo ladki ki saheliyon hoooo oooo ooooo oooo ooooo ladki ki saheliyon hum jo zid par aayenge ladki lene aaye hain tumko bhi le jaayenge tumko bhi le jaayenge gussa ye saara ka saara reh jaata gussa ye saara ka saara reh jaata ji maano humara ehsaan ke ladki ne haan kar di hum kab maanne waale theeeee hum kab maanne waale the jaane kaise maan gaye ladki jaadugarni hai jaan gaye pehchaan gaye hum jaan gaye pehchaan gaye ladke ne sau khat likhe tab humne iqraar kiya ladki ko iss shaadi pe mushkil se taiyaar kiya saari ki saari taiyaari reh jaati saari ki
aaa aaaaa lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot nainon ke teer mohe maar gayo saiyaan nainon ke teer mohe maar gayo saiyaan o lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot aan ajaan ki main nahin jaanun re aan ajaan ki main nahin jaanun re ghayal kar ke haaye ghayal kar ke haaye ghayal kar ke sidhaar gayo saiyaan lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot kuchh maajra sunaata hoon main husn o ishq ka laila ki ek aas mein deewaana kais tha baad e fana tha donon ka madpan juda juda lekin wo dono qabron se aati thi ye sada lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot gor se majnu ke ja puchaa kisi ne ye sakhun yaad kuchh laila ki ab bhi baaki hai o khasta tan aa hasan ji bhar ke bola khainch kar munh se kafan lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot
aaaaaa lag jaa gale dilrubaaaa aaaaaa lag jaa gale dilrubaaaa kahaan ruth ke chali o gulaab ki kali tere kadmon mein dil hai mera lag jaa gale dilrubaaaa o shola badan o zohra jabben tum gusse mein lagti ho aur haseen baitha hoon jigar ko thaame huye mujh pe naa gire ye bijli kahin itna naa sitam karna kuchh nazren karam karna dekhiye dil hai naazuk meraaaa lag jaa gale dilrubaaaa aaaaaa lag jaa gale dilrubaaa kahaan ruth ke chali o gulaab ki kali tere kadmon mein dil hai mera lag jaa gale dilrubaaaa itraa ke naa chal bal khaa ke naa chal aanchal ko hawaa mein udaa ke naa chal itraa ke naa chal bal khaa ke naa chal aanchal ko hawaa mein udaa ke naa chal ban jaayega koi afsaana dil ko mere tadpaa ke naa chal kya kehne nazaakat ke saamaan hai qayaamat ke main to pehli nazar mein lootaaa lag jaa gale dilrubaaaa aaaaaa lag jaa gale dilrubaaa kahaan ruth ke chali o gulaab ki kali tere kadmon mein dil hai mera lag jaa gale dilrubaaaa naa ishq humen hai duniyaa se naa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Laakhon Tare Aasman Hariyali Aur Rasta (1962) 04:55 13322
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:55   Song Number : 13322   

Laal Chhadi Maidaan Khadi Janwar (1965) 03:19 20816
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Raj Shri
Duration : 03:19   Song Number : 20816   

Laal Chudiyan Jai Santoshi Maa (2006) 05:42 16914
 
Poster of Jai Santoshi Maa (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Garima Kapoor
Duration : 05:42   Song Number : 16914   

Laal Ishq Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013) 06:26 37391
 
Poster of Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Siddharth Garima
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Ranveer Singh
Raag- 
Yaman
Duration : 06:26   Song Number : 37391   

Laal Laal Gaal Mr X (1957) 03:30 15629
 
Poster of Mr X (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 03:30   Song Number : 15629   

Laari Chute Ek Chalis Ki Last Local (2007) 03:56 11218
 
Poster of Ek Chalis Ki Last Local (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Xulfi
Music Director- 
Xulfi
Singer- 
Xulfi
On Screen Actors- 
Abhay Deol, Neha Dhupia
Duration : 03:56   Song Number : 11218   

Labon Se Choom Lo Aastha (1996) 05:50 20817
 
Poster of Aastha (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Sarang Dev
On Screen Actors- 
Rekha, Om Puri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:50   Song Number : 20817   

Laddoo Shubh Mangal Saavdhan (2017) 03:36 40776
 
Poster of Shubh Mangal Saavdhan (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Tanishk Bagchi, Vayu
Music Director- 
Tanishk Bagchi, Vayu
Singer- 
Mika Singh
On Screen Actors- 
Ayushmann Khurrana, Bhumi Pendekar
Duration : 03:36   Song Number : 40776   

Laddu Motichoor Ka Hote Hote Pyaar Ho Gaya (1999) 05:59 38733
 
Poster of Hote Hote Pyaar Ho Gaya (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Kajol, Ayesha Julka
Duration : 05:59   Song Number : 38733   

Ladi Aankh Se Aankh (Hum Jaan Lada Denge) Pocket Maar (1956) 04:13 13962
 
Poster of Pocket Maar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Gop, Sheela Kashmeeri, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 13962   

Ladi Nazariya Ladi Warrant (1975) 05:02 37457
 
Poster of Warrant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 05:02   Song Number : 37457   

Ladkhadane Do Mujhe Palkon Ki Chhaon Mein (1977) 03:17 39393
 
Poster of Palkon Ki Chhaon Mein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:17   Song Number : 39393   

Ladki Badi Anjaani Hai Kuch Kuch Hota Hai (1998) 06:25 16753
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 06:25   Song Number : 16753   

Ladki Cycle Wali Pati Patni Aur Woh (1978) 07:08 13937
 
Poster of Pati Patni Aur Woh (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Vidhya Sinha, Others
Duration : 07:08   Song Number : 13937   

Ladki Hai Yaa Shola Silsila (1981) 03:54 12115
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 03:54   Song Number : 12115   

Ladki Nahin Hai Tu Lakdi Himmatwala (1983) 05:02 36316
 
Poster of Himmatwala (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Shri Devi, Jitendra
Duration : 05:02   Song Number : 36316   

Ladki Pasand Ki Ram Balram (1980) 05:44 36603
 
Poster of Ram Balram (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 05:44   Song Number : 36603   

Ladki Waalo Krodhi (1981) 07:24 13568
 
Poster of Krodhi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Duration : 07:24   Song Number : 13568   

Lag Gai Chot Karejwa Yahudi Ki Ladki (1933) 03:20 17207
 
Poster of Yahudi Ki Ladki (1933)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:20   Song Number : 17207   

Lag Jaa Gale Dus Lakh (1966) 04:00 11993
 
Poster of Dus Lakh (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:00   Song Number : 11993